Supplier ke bill se hi entry ho jaate hai Batch, Expiry, MRP, Rate, Discount, GST

- 01
Bill ki photo lijiye
Supplier ka bill aate hi Today par 'Purchase upload karein' tap kijiye aur har page ki photo lijiye — ek bill ke liye das photo tak le sakte hain.
- 02
Pia har line padhti hai
Batch, expiry, rate, discount aur GST — Pia har line padh kar aapke liye ek draft purchase bana deti hai.
- 03
Aap ek baar dekh lijiye
Draft ki har line aapke saamne hoti hai. Jo line galat lage, use wahin theek kar dijiye.
- 04
Save karte hi stock mein
Purchase save karte hi maal batch aur expiry ke saath aapke stock mein aa jaata hai.
Aap kisi bhi line ko verify kar sakte hai
₹11,999₹5,999/year+ Printer free
GST Included.
Limited Period Offer
