Phone se hi aapka staff customers ko bill karta hai

- 01
Phone par bill banaiye
Customer ka naam ya mobile daaliye, ya walk-in bill banaiye — dawa search kijiye aur cart mein jod dijiye.
- 02
Payment wahin mark kijiye
Cash ho ya UPI, payment bill par hi mark ho jaata hai — aadha abhi aur baaki baad mein bhi le sakte hain.
- 03
Receipt ya Tax Invoice print kijiye
Thermal printer par 58 mm ya 80 mm, ya phir A4 par — jo bill chahiye, wahi print hota hai.
- 04
Android ho ya iPhone
Billing aur printing dono phones par chalti hai, aur printer Pia ki taraf se aata hai.
Payment aati aapke QR par hi hai
₹11,999₹5,999/year+ Printer free
GST Included.
Limited Period Offer
