Kaunsa product kab bika, kitna bika, kisko bika, sab chutki mein.

- 01
Poori shelf ek nazar mein
Har product Critical, Low, Good ya Over mein dikhta hai — kya kam hai aur kya zyada, yeh turant samajh aa jaata hai.
- 02
Ek product ki poori kahani
Kab aaya, kab bika, kitna bika aur kisko bika — ek product ka har in aur out ek hi screen par milta hai.
- 03
Khatam hone se pehle order
Jo khatam hone wala hai, Pia uska reorder quantity ke saath, supplier ke hisaab se draft kar deti hai — order aap khud bhejte hain.
Pia aapko roz ka reorder draft kar ke deti hai — aap phir usse supplier ko bhej sakte hai
₹11,999₹5,999/year+ Printer free
GST Included.
Limited Period Offer
